Episode 14: Corruption in Politics

Pervez Hoodbhoy kay Saath | Radio Hot FM 105 | Produced by Yasir Qazi

Topic: Political corruption is the use of power for illegitimate private gain. How damaging is it, and how to stop corruption in politics?

Produced by Yasir Qazi.

Aired: August 20, 2016.

Radio Hot FM 105.

2 COMMENTS

  1. Wo jo kehte hen ke andhi ngri chopet raja, pakistan ki misal to kuch aisi hi he. Bahir ke mumalik jese Norway men to bche ko shro se hi qanoon ka ahtram sikhaya jata he. wo bchon se lmba chora sr khpane ki bjae bs do mukhtser se klme usko zhnnasheen kra dete hen,” du er lov” ya ” du er ikke lov”. Yani tmuhen kis cheez ki ijazet he ya tumhen ijazet nahi. Is trh bchhe men shro se hi discipline peda ho jata he jo bad men qanon ke ahtram ki soret men zahir hota he, mene parks men bchon ko phool torne ki kwahish pr walden ko kehte suna,”det er ike lov”. Yani iski ijazet nahi. Aur yun bchha kuch krne se pehle akser pochta aur burre ho kr kuch krte hue ye sochta he ke kya mujhe iski ijazet he. Aur is trh wo shutr bemahar nahi bnta..

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here